...
koi kaise apne aansuon ko behne se roke? aur kaise koi soch le "de ordnar sig"? kabhi kabhi to lage zindagi mein rahi na khushi aur na mazaa.. kabhi kabhi to lage har din mushkil aur har pal ek sazaa.. koi kaise muskuraaye kaise hans de khush hoke? har ghadi badal raha hai roop zindagi, chaav hai kahhi hai dhoop zindagi. har pal yahan jee bhar jiyo jo hai sama, palko ke leke saaye.. maan kabhi kabhi saare jahaan mein andhera hota hai, lekin raat ke baad hi to savera hota hai.. paas koi jo aaye, chaahe jo tumhe poore dil se, milta hai woh mushkil se.. aisa jo koi kahin hai, bas vahi sabse hasin hai, us haath ko tum thaam lo.. lakh sambhalo paagal dil ko, dil dhadke hi jaaye..par sochlo, is pal hai jo woh dastan kal ho na ho.. tu khush hai to lage ke jahan mein chhayee hai khushi, sooraj nikle baadalon se aur baante zindagi. mohabbat na ho toh kaha zindagi? nahin koi insaan mohabbat se khaali, har ek ruh pyaasi, har ek dil sawaali, mohabbat jahaan wahaan zindagi hai.
♥